Sahar Ka Waqt Tha Masoom Kaliyan Muskurati Thi Lyrics. Sahar ka waqt tha masoom kaliyan muskurati thin Hawayen khair maqdam ke tarane gungunati thi Abhi jibril (as) bhi utre na then k’abe ke member se Ke itne me sada aayi hai Abdullah ke ghar se.
Sahar Ka Waqt Tha Masoom Kaliyan Muskurati Thi Lyrics
Sahar ka waqt tha masoom kaliyan muskurati thinHawayen khair maqdam ke tarane gungunati thi
Abhi jibril (as) bhi utre na then k’abe ke member seKe itne me sada aayi hai Abdullah ke ghar se
Mubarak ho shahe har dusra tashreef le ayeMubarak ho Mohammad Mustafa (saw) tashreef le aaye
Maula ya Salli Wasalim da-Iman Abadan‘Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kulli hi mi
Muhammad un Sayyidul Kawnaini Wa-ThakalainWal-Faree qaini Min Urbin Wa Min-Ajami
Na koi aap jaisa haiNa koi aap jaisa tha
Koi Yusuf (as) se poochheMustafa (saw) ka husn kaisa tha
Zameen-o-aasman meKoi bhi misal na mili
Maula ya Salli Wasalim da-Iman Abadan‘Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kulli hi mi
Durud un par salam un parYehi kehana khuda ka hai
Khuda ke baad jo haiMartaba salle ‘ala (saw) ka hai
Wahi sardar-e-‘alam hainWahi gham khawar ummat hain
Wahi to hashr ke maidan meSab ki shifa’at hain
Shifa’at ke liye sab kiNazar un par lagi hogi
Maula ya Salli Wasalim da-Iman Abadan‘Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kulli hi mi
Salam us par ke jisneBekason ki dastagiri ki
Salam us par ke jisneBadshahi me faqeeri ki
Salam us par ke jiskeGhar na chandi thi na sona tha
Salam us par ke toota boriyaJiska bichhona tha
Salam ae aamna ke laalAe mahboob subhani
Salam ae fakhr-e-maujoodatFakhr-e-nuye insani
Teri soorat teri seeratTara naqsha tera jalwa
Tawassum guftugu bandaNawazi khalqat-e-shani
Tera dar ho mera sar hoMera dil ho tera ghar ho
Tamanna mukhtasar si haiMagar tamhid qurani
Maula ya Salli Wasalim da-Iman Abadan‘Ala Habi Bika Khairil Khalqi Kulli hi mi
Tere Hi Sapne Andhero Mein Ujalon Mein Lyrics
Related
Visit Magao Magazine for more lyrics.